40 Best Silent Pain Shayari in English to Express Hidden Feelings 🥀

 deep pain Shayari in English

Introduction

🥺 Sometimes the deepest emotions stay hidden behind fake smiles, silent tears, and lonely hearts. If you are searching for hidden pain quotes, inner pain shayari, emotional pain quotes, or silent suffering quotes, this collection of 40 Best Silent Pain Shayari in English to Express Hidden Feelings will touch your soul deeply. 💭🖤

From heartbreak and loneliness to pain in silence and hurt feelings, these deep sad shayari, fake smile shayari, and silent tears quotes perfectly express emotions that words often fail to explain. Whether you want relatable lines for Instagram captions, WhatsApp status, or simply something that understands your silent suffering, this emotional collection is made for broken hearts. 💔😞

Table of Contents

1. Silent Pain Shayari in English

Pata nahi gunaah ye hai ki wo humse pyar nahi karte ya fir hum khud se nahi.

Silent Pain Shayari with English Translation:

What is the sin that they don’t love us, or we don’t love ourselves?

2. Shayari for silent pain in English

Socha tha ki koi aur ayega aur ander tamaam toofano ko bhaga dega,
Bas sari zindagi bhagne me hi nikal gai.

Silent Pain Shayari in English:

I believed that someone would come to tame the wars in me,
And the entire life was spent in running away from them.

3. Silent Pain quotes in hindi

Ye zindagi sochi asaan hogi,
Par zindagi ne humesha hi aur tagde khel khele.

Silent Pain quotes in hindi:

ये ज़िंदगी सोची आसान होगी,
पर ज़िंदगी ने हमेशा ही और तगड़े खेल खेले।

4. Silent Pain Shayari Copy and Paste

Mujhse humesha khush rehne ke liye na kehna,
Mujhe humesha takatvar rehne ke liye na kehna,
Mujhse ye na kehna ki meri aankhein kabhi nam na ho.

Silent Pain Shayari in English:

Never ask me to stay happy always,
Never ask me to stay strong always,
Never tell me not to let my eyes be moist.

5. Fake Smile Shayari in English 2 line

Hum sab jhoothe jab hum kahe ki hum khush hai,
Ki humare ander chal rahe toofano se hum nahi bach kar bhag rahe.

Fake Smile Shayari in English:

We hide behind our fake smiles,
We lie to the world that we are not running away from the storms within us.

6. Silent Pain quotes

pain shayari in english

Silent Pain quotes in Roman Hindi:

Hume salakho ke piche dalna chahiye kyoki hum sab gunehgar hai khud ko hifazat se na rakhne ke.

Silent Pain quotes in English:

We should be behind bars, as we are all guilty of not protecting ourselves like the treasures that we are.

7. Silent Pain quotes short

Humare mann ka ho toh fir hum sare dard ek mutthhi me pakad kar fek de,
Humare mann ka ho toh.

8. Silent Pain Shayari

Itne dard hai ander shayad tum kabhi na samajh pao,
Shayad tum kabhi bhi na dekh pao,
Koi bat nahi,
Sabki nazar ek jaisi nahi.

9. 🥺 Silent Pain Shayari with emoji

Kya mai wo andhere me chhup kar baitha hua bachha, 😔
Is duniya se dar kar baitha hua, 💔
Kya mai vahi bachha jo kabhi waha se nikal hi nahi paya, 🥺
Kya wo bachha humesha hi kaid rah gaya? 🥀

10. Silent pain shayari in english for boy

Mujhe zada der tak na dekhna,
Meri aankhon ke ander mat jhaank lena,
Kahi mere ander ke dard aur aag tumhe jala na de.

11. Silent Pain Shayari in English on life

Mujhse ye kabhi mat puchna ki mere ander itne dard kyo hai,
Ki zindagi se ye shikayate kyo nahi khatm hoti,
Ander ek ghada hai,
Shayad jiske ander ek chhed hai,
Kyoki chahe kitni bhi khushia mai iske ander bharne ki koshish karu,
Ye kabhi bhar hi nahi pata.

12. Silent Pain quotes in english

“Sick of crying, tired of trying,
Yeah, I am smiling, but inside I’m dying.”

13. Silent pain shayari in english for girl

🥀”Kehne ko sath apne ye duniya chalti hai, par chupke se is dil me tanhayi palti hai.”
Fir ye duniya kis kam ki? 🖤😞

In Hindi:

😞 “कहने को साथ अपने ये दुनिया चलती है,
पर चुपके से इस दिल में तन्हाई पलती है।
फिर ये दुनिया किस काम की?” 🥀🖤

14. Silent Pain Shayari in English 2 line

Kya tumhe mere ander ye muskan dikhti hai?
Kya tumhe is muskaan ke piche chhupa jhooth dikhta hai?

15. Motivational Silent Pain Shayari in English

If you are down and out, and all you want is a life-taking pill,
Please don’t do it, bear the pain,
It will pass soon,
Just bear the pain for now.

16. Alone Silent Pain Shayari in English

I feel emptiness, loneliness in my heart,
When these thoughts overpower me, I feel weak and alone, I can’t focus.

17. Silent Pain shayari in hindi

Kya karu? 🥺💔
Khud ko tabah kar du raakh me?💔
Ya fir us chingaari me khud ko dekhu? 🔥
Batao kya karu?🥀🖤

Silent Pain shayari in Devanagari (Hindi):

“क्या करूँ?🥺
खुद को तबाह कर दूँ राख में?💔
या फिर उस चिंगारी में खुद को देखूँ?🔥
बताओ क्या करूँ?” 🥀🖤

18. Silent Pain quotes in hindi

Tumhe pata bhi nahi ki tumne apni zubaan se kitne teer chhore, 💔😞
Tumhe pata bhi nahi kitno ke dil tumne lahu luhan kar diye. 🫀

Silent Pain quotes in Devanagari (Hindi):

तुम्हें पता भी नहीं कि तुमने अपनी ज़ुबान से कितने तीर छोड़े,🫀
तुम्हें पता भी नहीं कितनों के दिल तुमने लहू लुहान कर दिए।” 💔😞

19. Silent Pain quotes in hindi in English with Emoji

Silent Pain Quotes in Roman Hindi with Emoji:

Kon jeeta,🤔
Sab haare huye, 😔
Sabne toofan bahar kabu karne ki koshish kari, 🌪️
Aur chuhe ko kabu kar unhone samjha ki unhone sher ko bandi bana lia. 🦁

Silent Pain Quotes in Hindi with Emoji:

कौन जीता, 🤔
सब हारे हुए, 😔
सबने तूफ़ान बाहर काबू करने की कोशिश करी, 🌪️
और चूहे को काबू कर उन्होंने समझा कि उन्होंने शेर को बंदी बना लिया। 🦁

Silent Pain Quotes in English with Emoji:

Who won? 🤔
Everyone was already defeated, 😔
They all tried to control the storms outside, 🌪️
They captured a mouse, all the while believing that they had captured a lion. 🦁

20. Silent pain shayari in english text

Tumhari zindagi ne tumhe kya banaya?
Ek khush insan ya mazboot,
Ya dono,
Kyo hume mazboot banne ki zarurat padi?

21. Silent Pain Shayari for Whatsapp

Kyo is duniya ko apni aag se jalaate ho,
Kyo fir rote ho jab lapte tumko jala jati hai?

22. Silent Pain Shayari for Instagram

Silent Pain Shayari for Instagram Caption:

Kaha bhag kar jaoge sabko dard pahochakar,
Upar wale ne tumhe bahot himmat di,
Bahot sakht banaya,
Varna tum yuhi kisi ki aankhon me aansu lakar chain ki neend na so pate.

23. Philosophical Silent Pain Shayari

Kon hai badhshah?
Jisne is duniya ko khatm karke,
Apne mahal banaye ya fir,
Jisne duniya ke liye mahal banaye.

24. Silent Pain Shayari Status

Sabka baramda hume haseen lagta hai,
Aur khud ka bepaak.

25. Tears Shayari in English

2 Line heart Broken Shayari in English:

Kya hi kahe,
Kisse shikwa kare,
Kab tak udas rahe,
Kab tak ye aansu poche?

26. 2 line heart touching Shayari in English

silent pain shayari in english hindi

Yu toh dar lagta hai ki is gam ke sailab me na doob jaye,
Par kya kare khud hi hum isko banane ke mujrim hai.

Shayari In English:

It feels scary to drown in this ocean,
Yet I am myself responsible for creating it.

27. Heart touching sad lines in English

Mujhe kabhi aise mat dekhna ki mai thik ho jau, 🌙
Maine bahot koshish ki hai,
Is dard ko kam karne ki, 💔
Nakamayabi ke bad bhi,
Lahu luhan hone ke bad bhi. 🥺

28. 2 line dard Bhari Shayari in English

Sochte hai ki kab tak ye zindagi itne dard se nawazegi,
Kya kare hase ya fir ro le,
Ummeedo ke pahado me dhah jaye ya fir haseen pahado ko khada kare?

29. Silent Pain Shayari in Roman Hindi

Bhag jaye?
Ya theher jaye?
Ya fir sab sah jaye?

30. Best sad quotes in English

Kitni hi takat ander lau?
Kitne hi takatvar bane?

31. Silent Pain Shayari in English 2 line for boy

Mai apne dard apne ander dekhu,
Ya fir tumhare ander tab dekh tumhare ander jab tum mujhe chot pahochate ho,
Jaise ki mujhe chot lagti hi na ho?

32. Zindagi Dard Bhari Shayari in English

Kabhi sochte hai ki khud ke dard se azad ho jaye,
Kabhi lagta hai ki ab ho jayenge,
Par jakad aur mazboot ho jati hai,
Samajh nahi ata ki dard se lade ya fir is jakad se?

33. Sad Silent Shayari in English

Piche dekhte hai toh ek lamba safar tay kia hai zindagi ka,
Kabhi nahi socha tha ki ye sab hoga,
Par kya pata ki isi andhere ke bad ujala hai,
Kya pata dard ka dusra pehlu hi sukh ho.

34. Emptiness Shayari

Zindagi asan toh nahi,
Zindagi mushkil hi hai,
Zindagi me bahot dard hai,
Bahot dard.

35. Silent Pain Shayari in Roman English

Inhe mere lafz mat samajhna,
Inhe mera dard samajhna jo mai lafzo me baya nahi kar pata,
Shayad lafz kam pad jate hai,
Shayad ye zindagi bas ek safar hai.

36. Silent Tears Quotes for Broken Hearts

Silent Tears Quotes for Broken Hearts:

Ya toh ro le, ya toh has le,
Ya toh kamzor ho le, ya takatvar,
Bas yad rakhna ki ye waqt nahi thamega.

Silent Tears Quotes for Broken Hearts in English:

You can either shed your tears or smile,
Either be weak or powerful,
Just remember that time won’t stop.

37. Healing Shayari in English

Khade ho jao,
Bas ab bahot hua,
Ye gehra samandar khatm hoga,
Ye daur khatm hoga.

38. Stay Strong Shayari in English

Tumhare chehre par fir se muskan ayegi,
Aur is bar ye ander tak tumhe tabah kar degi
.

39. Deep Pain but Positive Heart Shayari

Is bar ye khushi theherne ke liye ayegi,
Is bar ye dard jane ke liye ayega,
Is bar pyar tumhe sine se lagane ke liye ayega.

40. Learning from Pain Shayari

Ab bas apne pankh failao,
Ab udne ki bari hai.

FAQs

What is the best Silent Pain Shayari?

The Best Silent Pain Shayari is –

Pata nahi gunaah ye hai ki wo humse pyar nahi karte ya fir hum khud se nahi.

रोने वाली 2 लाइन शायरी क्या है?

रोने वाली 2 लाइन शायरी है?-

ये ज़िंदगी सोची आसान होगी,
पर ज़िंदगी ने हमेशा ही और तगड़े खेल खेले।

सबसे अच्छा सैड कैप्शन कौन सा है?

सबसे अच्छा सैड कैप्शन है-

“क्या करूँ?🥺
खुद को तबाह कर दूँ राख में?💔
या फिर उस चिंगारी में खुद को देखूँ?🔥
बताओ क्या करूँ?” 🥀🖤

खुद के लिए दो लाइन शायरी क्या है?

खुद के लिए दो लाइन शायरी है-

हमें सलाखों के पीछे डाल देना चाहिए क्योंकि हम सब गुनहगार हैं, खुद को हिफाज़त से न रखने के।

Khud ke liye 2 line Shayari in Roman Hindi:

Hume salakho ke piche dalna chahiye kyoki hum sab gunehgar hai khud ko hifazat se na rakhne ke.

What is the best Silent Pain Quote?

the best Silent Pain Quote is:

Yu toh dar lagta hai ki is gam ke sailab me na doob jaye,
Par kya kare khud hi hum isko banane ke mujrim hai.

What are the best silent pain lines in English?

The Best Silent Pain Lines in English:

Tumhe pata bhi nahi ki tumne apni zubaan se kitne teer chhore,🫀
Tumhe pata bhi nahi kitno ke dil tumne lahu-luhaan kar diye💔😞

Translation:

You don’t even realize how many arrows you shot with your words, 🫀
You don’t even realize how many hearts you left wounded and bleeding💔😞

What is a deep emotional pain quote?

Find a deep emotional pain quote below:

Kya tumhe is muskaan ke piche chhupa jhooth dikhta hai?

Conclusion

We hope you enjoyed reading our post – 40 Best Silent Pain Shayari in English to Express Hidden Feelings

Feel free to reach out to us in the comments. Share with your friends and family.

Check out our other post – 15 Sad Life Shayari in English and Hindi – Dard Bhari Shayari

Please follow and like us for more!
Pin Share

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top