
Introduction
✨ In this collection of 15 Sad Life Shayari in English and Hindi – Dard Bhari Shayari💔🌿, you will find heartfelt lines that beautifully express pain, loneliness, self-reflection, and the deeper meaning of life. These Shayari are perfect for those moments when you want to express your emotions in a simple yet powerful way. 🌙💔 Whether you are feeling lost, emotional, or just want to connect with your inner thoughts, these Shayari will touch your heart and speak your silence. 🖤✨
Table of Contents
1. Philosophical Shayari – Sad Life Shayari in English Hindi
Deep Shayari on life in Hindi English text:
Jab ye zindagi itne gam dene lage,
Aur hume lagne lage ki jo nahi wo sab kuch,
Toh khud se ye sawal pucho,
Hum apni shanti aur khushi kin chizo me dhund rahe hai? 🖤✨
In English:
When this life starts giving a lot of pain,
And we begin to feel that everything we don’t have is everything that matters,
Then ask yourself this question:
Where do we go on looking for peace and happiness? 🖤✨
2. 4 line Sad Life Shayari in English Hindi
Life shayari in Roman Hindi:
Kahi ye zindagi jab hume kathinaiya de rahi ho, 🥺
Jab hume lag raha ho ki sab hath se fisal raha hai,
Kahi ye zindagi hume us waqt,
Bhikhari se ameer toh nahi bana rahi?
Life shayari in English:
When life is giving us difficulties, 🥺
When it feels like everything is slipping out of our hands,
Is it possible that at that very moment,
Is life turning us from a beggar into a rich person?
3. Sad Life Shayari in English and Hindi 2 line
Kahi hum jis chiz ko pane ke bad khud ko ameer manne lag jaye,
Kahi wo rasta hume gareebi ki taraf toh nahi le ja raha?
English:
What if the very thing that we shall have to make us feel rich,
Is it not leading us toward poverty?
Devanagari (Hindi):
हम जिस चीज़ को पाने के बाद खुद को अमीर माने,
कहीं वो रास्ता हमें गरीबी की तरफ तो नहीं ले जा रहा?
4. Self love Shayari in English
Kya humare haste khelte hai aur swastha parivar,
Paise ki tarah kimti nahi?
Paisa bahot chhota shabd ho gaya,
Kya khud ki sehat,
Ye tumhari hasi,
Kya tumhari koi kimat nahi?
Kab tumhari kimat?
Jab tum is duniya ke taraju par khare utro,
Kya ye gareebo ki daud nahi?
5.🔥Sad Life Shayari in English and Hindi with Emoji
My Life shayari in Hindi with emoji:
Kya pa rahe hai hum?
Kya kho rahe hai hum is pane ki koshish me?
Ye khud se itni nafrat aur gussa, 😞🔥
Yun is zindagi se ek katora lekar bheekh mang rahe hai.
My Life shayari in English with emoji:
What are we gaining?
What are we losing in this attempt to gain?
So much hatred and anger toward ourselves, 😞🔥
As if we are begging from life with a bowl in our hands.
6. Sad Life Shayari in English and Hindi Copy and Paste

Shayari in Hindi जिंदगी English:
Ha maana bahot kuch na ho zindagi me,
Par kabhi gaur kia ki jo hai usme hi agar zindagi ho toh?
Kya gaur kia ki jo bhi man rahe hai,
Jiske liye itna pareshan ho rahe hai,
Jo nuksan hua,
Jo galtia ki,
Jo bhi hua,
Kya kabhi bhi socha ki kya hum khote ja rahe hai pane ki koshish me?
Kya kabhi ye socha ki itna jhatpat kyo hai ander?
ज़िंदगी शायरी:
हाँ माना बहुत कुछ न हो ज़िंदगी में,
पर कभी गौर किया कि जो है, उसमें ही अगर ज़िंदगी हो तो?
क्या गौर किया कि जो भी मान रहे हैं,
जिसके लिए इतना परेशान हो रहे हैं,
जो नुकसान हुआ,
जो गलतियाँ की,
जो भी हुआ,
क्या कभी सोचा कि हम पाने की कोशिश में खुद को खोते जा रहे हैं?
क्या कभी ये सोचा कि अंदर इतना जटपट क्यों है?
7. Sad Life Shayari in English Hindi Text
Powerful Shayari:
Khud se pata nahi kya hi ummeed lekar baith gaye,
Pata nahi duniya ne kya hi kooda bhar dia hai ander,
Pata nahi kya hi tumhe apno ne itna kya kar dia ki tum us kichad se bahar nahi nikal pa rahe.
Powerful Shayari in English:
I don’t even know what expectations I have held for myself,
I don’t know what kind of junk the world has filled inside me,
I don’t know what my own people did to me that I’m unable to come out of it.
Devanagari (Hindi):
खुद से पता नहीं क्या ही उम्मीद लेकर बैठ गए,
पता नहीं दुनिया ने क्या ही कूड़ा भर दिया है अंदर,
पता नहीं अपनों ने ऐसा क्या कर दिया कि तुम उस कीचड़ से बाहर नहीं निकल पा रहे।
8. Dard bhari Shayari in English text
Find Deep Sad Shayari Below:
Maana dard bahot gehra tha,
Maana salo se nahi nikal raha hai,
Dard sirf dard thodi hota hai,
Dard dar bhi hota hai,
Dard khud ko kamzor samajhna,
Khud ko is duniya ke taraju me tolna dard nahi toh fir kya?
Khud ko duniya ke samne kuch banana,
Khud ko duniya ke liye maar dena,
Khud ke sath na baith pana,
Khud ko na dekh pana,
Khud ko pyar na kar paana,
Khud ko hi badalna apna pyar paane ke liye,
Khud ko ek pehlu me parakhna pyar pane le liye,
Ye dard nahi toh fir kya?
9. Heart touching Shayari on Life – Zindagi shayari in Hindi English
Heart touching shayari on life in English:
Maana meri zindagi alag,
Mere dar dalag,
Meri zindagi ke tohfe alag,
Maana jitna dard ek sahe utna dusra na sah paye,
Par zindagi kya?
Ant tak jina,
Ya fir abhi jina,
Kab jina,
Zindagi kya hai batao?
10. Deep Shayari in English and Hindi
Jo maan lia usi me jeena hai,
Ya fir us kathghare se kaanch tod kar nikalna hai,
Khud ko chot pahochaye bina.
Shayari Translation in English:
Should we live within the confines of our limited beliefs?
Or should we break the cage and set ourselves free?
Shayari Translation in Hindi:
जो मान लिया उसी में जीना है,
या फिर उस कटघरे से काँच तोड़ कर निकलना है,
खुद को चोट पहुँचाए बिना?
11. Kitab pe Shayari English – Sad Shayari
Kitab pe Shayari:
Batao,
Ye kitaab ke panne bhar dena,
Khud ko akela kar lena,
Khud ke alfaz is kalam se baya karna,
Dard nahi toh kya?
English Translation of Shayari:
Tell me,
Filling these pages of the book,
Expressing your feelings with this pen,
If this isn’t pain, then what is it?
12. Sad shayari 😭 life 2 line english in hindi copy and paste
Tumhare kya dard, mujhe kya pata?
Kya pata mujhe? 😭
13. Self love Motivational Shayari in English

Khud ko is bheed me kho dena,
Dard nahi toh fir kya?
Khud ko bhula dena,
Ye jaan hi nahi paana ki tum khoye huye ho,
Ye dard nahi toh fir kya?
14. Peace of Mind Shayari in English
Ye kya ameeri,
Ye kya gareebi,
Ye kya chamakte mahal,
Jab ander kaalikh ho,
Ander ye mann hi na shant ho?
15. Deep Life Shayari in English and Hindi for Instagram
Khud ko is duniya ke samne,
Is chamak me odh kar chhupa lena,
Ye dard nahi toh kya?
FAQs
1. What is the best Deep Life Shayari?
The Best Deep Life Shayari in English Hindi Text :
Khud ko is bheed me kho dena,
Dard nahi toh fir kya?
Khud ko bhula dena,
Ye jaan hi nahi paana ki tum khoye huye ho,
Ye dard nahi toh fir kya? 🥀🥺
2. What is the best Life Shayari in English and Hindi?
Life Shayari in Hindi:
क्या पा रहे हैं हम?
क्या खो रहे हैं हम इस पाने की कोशिश में?
ये खुद से इतनी नफ़रत और गुस्सा, 😞🔥
यूँ इस ज़िंदगी से एक कटोरा लेकर भीख मांग रहे हैं।
Life Shayari in Roman Hindi:
Kya pa rahe hai hum?
Kya kho rahe hai hum is pane ki koshish me?
Ye khud se itni nafrat aur gussa, 😞🔥
Yun is zindagi se ek katora lekar bheekh mang rahe hai.
Life Shayari in English:
What are we gaining?
What are we losing in this attempt to gain?
So much hatred and anger toward ourselves, 😞🔥
As if we are begging from life with a bowl in our hands.
3. What is the best Sad Life Shayari in English and Hindi?

The Best Sad Life Shayari in Hindi:
खुद को इस दुनिया के सामने,
इस चमक में ओढ़कर छुपा लेना,
ये दर्द नहीं तो क्या? 😔 😢
The Best Sad Life Shayari in English:
Khud ko is duniya ke samne,
Is chamak me odh kar chhupa lena,
Ye dard nahi toh kya? 😔
Conclusion
These Sad Life Shayari in English and Hindi remind us that pain, loss, and struggle are also part of our journey. 🌿Sometimes, expressing our feelings is the first step toward healing. 💔➡️💖
We hope these Shayari helped you connect with your emotions and gave words to what your heart feels. ✨
We hope you liked our post 15 Sad Life Shayari in English and Hindi – Dard Bhari Shayari. Reach out to us in the comments to share your views.
Check out our other post – 35 Heart-Touching Shayari in English on Life (Motivational & Deep Thoughts)
